Zong SIM Number Check Karne ka Tarika in 2024

Zong ke wo customers jo apni sim ka number bhol chuky hai aur abhi wo ab apni Zong sim ka
number janna chahte hai. lekin un ko koi tarika nahi mil raha jisse wo number ko check kar
sakhe

Koch Zong users bohat c websites par bataye gaye codes ka istmal karte hai lekin wo code
Zong ki sim ke number ko check karne main nakaam ho jate hai.

Lekin ham ne aap ke liye asan zuban main zong sim number pata karne ka aisa tarika talash kiya hai jo asal main Zong sim number check karne ke liye sabse behtreen hai. Os tarike ko sekhne ke liye aap ko yaha koch keemti waqat
dena hoga. Tu chale waqat ko kharab kiye point par chalte hai.

zong sim number check karne ka tarika

Zong SIM number Check Karne ka Tarika

Zong ki prepaid postpaid aur internet sim ke number ko check karne ka alag alag tarika rakha
gaya hai. Takke customers asani se number ka pata kar sakke.

Zong ki prepaid aur postpaid sim ka number check karne ke liye free main *310*9*2*4# dial karen. ya niche bataye gaye tarike par ammal karen.

  1. *310# maliyae
  2. English language wale number ke sath jawab den
  3. Aur ab My Account wale number se reply kar den
  4. My Service ke number se reply karen
  5. Bass ab Viwe My Number ki jagha jo number likha ho jawab do
  6. Ab aap ki mobile screen par Apka Zong sim card ka number show ho raha ho ga.

Zong SIM Number ka Check Code

  • *310*1*9*2*4#
  • *310*9*2*4#
  • Zong ke MBB aur Internet sim ke customers *8# milaye

Ham ne aapke sath wo tarika share kiya hai jo aap ko Zong sim number check karne main madad kare ga. agar aapko Zong Sim number check karne ka tarika acha laga ho aur aap ke sim number check karne main madad ki ho tu isse apne dosto ke sath bhi share kar den.

Also Read…

Share on:

Leave a Comment